how to START
life main aap ke samne ye bhi situation aati hai ki aap pass jo kuch tha o aab nhi raha ....
ik dam aachanak yesa hone se insan ko samaj nhi aata ki aab karana kya hai ye hamare hisab main hota he nhi par hame accept karke aage badhna chaniye pata hai ye kafi tafff hai
main khud parehan tha
aapke man main susaide ke bhi khyal aate hai mushe bhi yesa kai baar laga hai
lgata hai jaise sab kuch khatam ho gya hai
ab kuch nhi raha ab jine se better hai kinv na mara jaye .....
par ham jitna samjate hai kya marana itana aasan hai ?
nhi
marane ki liye bahot himmat chaiye maine kai baar try kiya hai
par main khud kamjor dil insan hunn toh yaar mushe toh nhi huaaa
nhi main try karna passand krunga
nhi yaar ye kya baat huee
aagar aap race harte ho to aapne try kiya hai
race se pahle haar manna ye konsi baat hai
fail hona isse aachi koi baat nhi
main khud graduation Mein Kai bar fail ho lagatar 3 years ye koi aam baat jab koi puche toh lagatar panch sal se aap first year batao yoh ye duniya aapko tang karna nhi chodegi toh better hai aap tang karo isse pata hai insan ki kamjori kya hai o khud aaagar aap khud jang har gye toh phir kahbi jit nhi paoge
life kabhi hamare hisab se nhi chalti uske khud ke rule hai our jo aapke nasib main hai usse koi cchin nhi sakata log kahte hai ki nasib nhi hota yesa nhi hai har majdurr aaj success hota mehnat karnewala har aadmi aambani nhi ban pata uske liye aachi takdir honi chaiye
yess i m believe in ...
..................................................j_k_gaikwad
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें