Everything is all right
Baat koi bhi ho aap aagar uske barme sochte rahoge toh bahot parehani ho sakti hai ye life hai yahan par har koi aapne aap se sab ku ch chipata hai par main janata hunn insan kabhi khud ko galat nhi bolega o kitna bhi galat kinv na hoo ab lagata hai ye sala dukh mere he sanib main kinv likha hai jab bhi kuch karne jata hunn hota kuch aur hai .... lekin main kabhi Har nhi manata dubara koshish jarur karata hunn main bahot logo se mila hunn life main ab lagata hai ki main khud he aacha hunn kabhi kabhi lagata hai ki ham is life nhi hoto to kya ye problems ye tension hamara hoto ki kya role hai hamara is life main masajhna bada mushkil hai yese sawal kabhi mushe jine nhi dete aksar ab main akela rahana passand karata hunn kinv ki kya kare ye bhi thik hai